Saturday 29 September 2012

Naila baby playing with cell phone.(Hyderabad 2011)

WAHI TAJ HAI ,WAH TAKHT HAI,WAHI ZAHER WAHI JAAM HAI,
YE WAHI KHUDA KI ZAMEEN HAI,YE WAHI BAATON KA NIZAAM HAI...

BADE SHAUQ SE MERA GHAR JALA,KOI AANCH NA TUJH PE AAYE GI,
YE ZUBAN KISI NE KHAREEDI HAI,YE QALAM KISI KA GHULAAM HAI...

MAIN YE MAANTA HUN MERE DIYE TERI AANDHIYUN NE BUJHA DIYE,
MAGAR EK JUGNU HAWAUON ME ABHI RAUSHANI KA IMAM HAI...

Wednesday 26 September 2012

ISLAMIC QUIZ COMPETITION 2011

Annually Islamic Quiz Competition organise by Anjuman Madah_e_Sahaba Katari tola,Zaidpur.
This program organised since 2010.
Mera Gaon...Zaidpur distt Barabanki.U.P

QAYAMAT QAREEB AA GAYEE HAI.....?


1.Masjiden sajayee jayen gi awr in me duniya ki baaten ki jaayen gi.
2.Deen par amal krna haath me chingaari lene k barabar ho ga.
3.Log Islam se ajnabi honge.
4.Hadees se inkaar kiya jaaye ga.
5.Quran ko rozi roti ka zariya banaya jaye ga.
6.Musalmano ki tadaad ziyada hogi,lekin bekaar
7.Muslims maaldaar honge,par Deendaar nhi
8.Jhooot aam ho jaaye ga
9.Males ki kami,awr Besharmi badh jaaye gi
10.Age(Umar) me be barkati ho gi
11.Sharaab ko halaal kaha jaaye ga
12.Sood(Interest) aam baat ho gi..
13.Gumraah kun leaders hon ge
14.Buildings(makanat) pr fakhar kiya jaye ga
15.Zalzale khoob aayen ge
16.Ledies besharam ho jayen gi..
17.Nemaaz padhane wala nhi mile ga
18.Bazahir Dosti,Dil me Dushmani ho gi
19.Jhoote Nabi paida hon ge...

Sunday 23 September 2012

THE PRESENT SITUATION OF MUSLIMS IN THE WHOLE WORLD...

EK TAQAT UBHARNE WALI HAI,
SAARI DUNIYA SANWARNE WALI HAI..

DHAA RAHA HAI SITAM JO CHARON TARAF,
US KI HASTI BIKHARNE WALI HAI...

Saturday 22 September 2012


THEC PRESENT SITUATION OF MUSLIMS IN THE WHOLE WORLD....


HUM SO GAYE HAIN AWR WOH BEDAAR DEKHIYE,
KAB TOOTTI HAI ZULM KI DEEWAR DEKHIYE.....?

CHHORI HAI HUM NE HAATH SE TALWAAR DEKHIYE,
CHARON TARAF SE HUM PE HAI YALGHAAR DEKHIYE...

NA WALWALA,NA SHAOQ,NA HIMMAT, NA HAUSALA,
BEJAAAN TAN ME HAI DIL-E-BIMAAR DEKHIYE.....

HUM KO HARA SAKEN TO YE GHAIRON ME DAM KAHAN,
APNI HI SAF ME HAI KOI GHADDAAR DEKHIYE........

YE DAJAL,YE FAREB,YE CHHOTHI NUMAYESHEN,
DUNYA K KHAATME K HAIN AASAAR DEKHIYE.........

SIR SYED INTERNATIONAL FOUNDATION (INDIA) (REGD)

Sir Syed International Foundation (India) is established to provide social as well as Educational Awareness to young generation,
To Sustain and Strengthen the Aligarh Movement for the Betterment of Our Communities. S.S.I.F(India) is found as a nonprofit, secular, non-partisan, and non-political organization serving Educational, Social, Literary, and Cultural needs of the community
Sir Syed International Foundation (India) will be prove as first step towards Sir Syed University in India.
A Series of Sir Syed International School (No profite- No Loss Basis) 
will be establish in different parts of India.

Hyderabad home video on 20.09.2012

Tuesday 11 September 2012



THESE ARE MY REAL HEROS.....
1.SIR SYED AHMAD KHAN RA
2.ABUL HASAN ALI NADWI (ALI MIYAN) RA
3.Dr.ALLAMA IQBAL RA



SIR SYED AHMAD KHAN
 (The greatest Muslim reformer and statesman of the 19th Century ....)

Friday 7 September 2012


SIR SYED INTERNATIONAL FOUNDATION (INDIA) (Regd)

Sir Syed International Foundation (India) is established to provide social as well as Educational Awareness to young generation,
To Sustain and Strengthen the Aligarh Movement for the Betterment of Our Communities. S.S.I.F(India) is found as a nonprofit, secular, non-partisan, and non-political organization serving Educational, Social, Literary, and Cultural needs of the community
Sir Syed International Foundation (India) will be prove as first step towards Sir Syed University in India....
plz join

SIR SYED INTERNATIONAL FOUNDATION (INDIA)

visit on www.ssif.webs.com

Wednesday 5 September 2012

Me in Golkunda Qila Hyderabad in July 2012.

Abul Hasan participating in a programe

Abul Hasan (in red ) participating in annual quiz competition organize by Anjuman Madah_e_Sahaba of Zaidpur Barabanki on date of 7th feb 2012.